CHARACTER SKETCH
Chandragupta or our beloved chandu- RUSHIRAJ PAWAR
his best friend Akshay - RAVI PATEL
Digvijay or our digu- SIDHARTH DHANDA
Airavat - RISHI RAJ ARYA
Sukant - MOHSIN SHAIKH
Aditya - MOHAK MEET
Ghanghor- MANAS ADHIYA
Shashank urf motu vaidji- ANKIT SHAH
Dakshita urf vishkanya - JUHI
and most special for us Durdhara - AASHIKA BHATIA
and ya ya how can i forget...the greatest ghamandi ever..
Ambhik Kumar- NITIN PRABHAT
others
Subhadra - RICHA MUKHERJEE
Kalyani - KUSHALI HIRANI
Chitra - REEM SHEIKH
Cornelia - ANUSKA SEN
Shreemati- KRITIKA
SHARMA
Sumitra
Maya
Ketki
PART-1
326 B.C
Takshashila Gurukul
... it has been nearly two years passed since chandragupta got admission in Takshasila Guukul... he has been proved the best student of gurukul in spite of facing all type of difficulties and obstacles created by ambhik and acharya shukdev...with the blessing and teaching of chanakya and help of his seven friends...he is 14 years old now..much confident and much daring...here he met drakshita too and she also became his friend though she is not a student of gurukul..but none knows the truth of drakshita...
The story starts in a fine morning in gurukul...after a long practical class of sword fighting and other tiresome practices students are resting for a while...chandu is sitting on a stair surrounded by his friends...only digvijoy is absent...everyone is pulling leg of shashank as usual..
Airavat : are shashank tum to ajkal kamzor dikhai de rahe ho...thik se bhojan nhi karte kya??
Aditya : are nahin nahin lagta hai gurukul ke bhojan se hamare mitra k man uth gaya...
Shashank (turning towards chandu) : dekha chandragupt ..tumhare mitra kaise mere mazak uda rahe hai...
Chandu (trying to maintain false gravity) : are mitra..aise kisike bhojan ko leke mazak nahin banate...are sabke apne apne shaukh hote hai...and he also starts laughing...
Shashank (got angry now) :...jao hume kisise bat nhi krna hai...
Sukant : are shashank tum naraz q hote ho?? hum satya kehte hai k hume tumhara chinta hai...agar tum thikse bhojan nahin karoge..to yudh karne k liye shakti kahanse paoge??
Akshay (very innocently) : acha kahin ye us dibas drakshita ne jo ise mota kehkr pukare the usika dust parinam to nahin hai na??yodi aisa hi hai to ek kanya k baton ka itna bhi kya bura manna shashank??bhul jao na...
akshay's words made shashank's chubby chicks reddish like tommato...and other boys burst into laughter...although aksay and chandu couldn't join them as they didn't find anything funny in it...
Shashank : tum logo se bat krne ka koi arth nhi hai..hume ayurved k kaksa me jana hai...
Chandu : are ruko shashank hum sab apne apne kaksa mein chalenge thori der mein...parantu mazak mazak mein hume ek mahatyapurn bat yad aya...humare mitra digvijay k janamtithi nikat a rahe hai...q na hum isbar uske liye kuch khas vyavastha kare...
Shashank : han chandragupt hume to ye smaran hi nhi tha...q na hum isbar gurukul se chutti leke ye utsab bahar manaye...
Aditya : han zaroor...hum acharya k mai k ghar hi chalte hai na...Drakshita ko sandesh bhejwate hai...woh pehlese hi sare intejam kr degi...
shashank was about to say something...but chandu approves the idea..
Chandu : yehi uchit rahega...isse hame anumati milne mein bhi asani hoga...parantu...jinke bare mein bat kr rahe hai vo to dikhai nhi de raha hai...kahan hai digvijay??
Airavat : pradhanacharya kisi vises suchna hetu use apne kaksa mein bulaye hai...
Chandu : chalo acha hai vo nhi hai...hum use abhi humare yojna ke bare mein kuch nhi batayenge...tum sab humare sath ho na??...
Sukant : ye bhi koi kehne ki baat hai?? tum hamare neta ho chandragupt ...aur hum tumhare sath na de??...tum nischint rehna..digvijay ko koi kuch nahi batayega...
Airavat : are o dekho digvijay a raha hai...chalo hum apna apna kam karte hai...
Digvijay enters and finds chandu and his friends are sitting silently...

Digvijay seems very happy and
excited too...he is 17 going on 18...he has become more taller and
handsome...he becomes surprised enough by watching his friends silent..
Digvijay : are ap sab itne shant kyu ho??kya hua hai??
Chandu : are kuch nhi digvijay hum to bas vishram kar rahe the..
Digvijay : visram kar rahe ho??dkhkr to lag raha hai kisi bat k shok mana rahe ho...
Shashank : are nhi nhi ham to vo janam...uhuhuhuhu...( ghanghor pinched on his back)
Digvijay : are are kya hua shashank??
Ghanghor : kuch nahin chiti ne kata hai..tum dhyan mat do...
Digvijay : parantu shashank kuch bol raha tha...kuch janam...
Chandu : are janam panjika...shashank apne janam panji k baat kr raha tha...aur kuch nahi...parantu tumne bataya nahin k pradhanacharya ne tumhe kis prayojan se smaran kie the??
Digvijay : are hum wahi to batanewale the...kamboj se hamare pitasree ne sandesh bhijwaye ke vo ab hume vidhipurvak kamboj ke yuvraj ghoshit karna chahte hai...vo chahte hai k mere janamtithi k divas hi humare youvarajya mein avishek ho jaye..is liye suchna bheje hai k hum turant kamboj k lie prasthan kare...
chandu and other boy's face got darkened with disappointment...
Digvijay : kya hua ap sablog khush nahi hue kya??
Chandu hugs Digu...
Chandu : nahin digvijay hum sab baht atyant anandit hai...baht baht badhai ho...hume bas is bat k dukh hai k ab humara sath chutne wala hai...tum hume baht yad aoge Digvijay...
Digvijay :chandragupt ye tum kya bol rahe ho??..are tum soch bhi kaise sakte ho ke hum apne jivan k itne ade khushi mein apne mitrao ko samil na kare...
Akshay : iske arth...
Digvijay : iske arth ye hai k humne sandesh bhej diya hai k hum apne mitra k sahit kamboj k lie prasthan kr rahe hai..humne pradhanacharya se bhi is vishay ke anumati prapt kar lie hai...
an atmosphere of happiness surrounds chandu and his friends ...all of them hug digvijay..and then suddenly a roll of paper or vurjpatra falls from digu's hand on chandu's feet...chandu picks up..and unfolds it..and watches an incomparably beautiful painting on it...he becomes fascinated...it was apainting of rising sun..and it was so real.that handu was spell bound for a moment...
Digvijay : kya dekh rahe ho chandragupt??
Chandu : ye chitra kitni sundar hai...kisne banaya??
Digvijay : ye hamare kanistha bhagini ne preran kiya humare liye...use chitrakala k baht shaukh hai...rango ko agr vo chu le to vo bol padte hai itni jadoo hai uski hat mein...hum jabse gurukul mein aye hai aise hi chitra k jariye vo apna prem apne bhai tak pohuchate rehti hai...
Chandu : tumhare behn??...aise lagte hai ye chitra koi abhigya chitrakarne banaye hai...sach mein jadoo hai uske haton mein..
Digvijay (smiles) : han balyakal se hi apne apko bhulake sab ko khusiya batte rehti hai...aisi hai hamare Dhardhara...

No comments:
Post a Comment