Friday, August 23, 2013

Ehsaas Kuch Naya Sa (Part-13)



In The Royal Palace

..Chandragupt entered into the room where Maya and Chitra were kept...after the girls and those criminals were brought to the palace .the king ordered to imprison that senapati that slave merchant and their companions and ordered to send the girls from where they were brought but as Maya and Chitra were known to Chandragupta..they were allowed to live in palace...Chitra was yet to recover...she was lying on the bed.Maya and Dakshita were sitting beside her..Maya noticed Chandragupt first

Maya : bhaiya...dekho Chitra tumse kaun milne aya hai...ao na bhaiya...

watching Chandragupt Chita wake up and tried to sit...Dakshita held her...

Chandragupt : Chitra aramse..tum ab bhi nirbal ho...

Chitra : chinta mat karo Chandragupt..hum thik hai...aur ab to tum bhi hamare sath ho..
(her voice presented some great feeling)

Dakshita (in mind) : ye baat Chitra apne balya kal ki mitra ko  bol rahi hai ya phir...

Chandragupt (smiled) : ishwar ki daya aur mere acharya ki ashirvad se aj aaj hamein Maya aur tum mil gayi ho...ek muhurt ke liye hum to apne pippalivan mein bitaye gaye dinon mein laut gaye the...

Maya : kash aj pitaji aur mura buaji bhi hamare sath hote...

Chitra : hamare sir se ma ke saya to janam ke baad hi uth gaye the hum to Mura mai ko hi apna ma mante aye hain...hamein kya gyan tha ke jeevan mein hamein aise kathin paristhitiyon ke samna karna padega...

Chitra lost her mother and her step mother used to beat her for no reason..only Mura used to love her...and Chandragupt and Chitra always used to get engage in fights to taste the first sweets made by Mura...
for some moments three of them got lost in their childhood memories...

Chitra : tumhe smaran hai Chandragupt tumhe mere hathon ke bane huye mala kitna pasand tha??

Maya : han aur isiliye to Chitra hamesha alag alag puspon aur falon k bij se mala prastut kiya karti thi..chahe uske liye use kanton ke van mein hi q na ghumna pade..

Chandragupt : han hum kaise bhul sakte hai??..yadi Dhananand na hota to aaj bhi hum sab sath hote...hum usko is har ek baat ke liye dandit karenge...

Chitra : aur is shubh karya mein hamein tum apne sath hi paoge Chandragupt :..acha tumhe yad hai??pippalivan ki pahariyon mein jo rang birange pathhar milte the vo tumhe atyant priya the...jis din tumhe shikari ne apne ghulam banake le gaya main un pathharon ko sangrah karke ye mala prastut kiya tha..isi asha mein ke jab tum wapis aoge to hum tumhe y uphar denge...parantu uske paschat to kabhi tumse bhet hi nahin ho paye..jab tum acharya ke sath laut aye the hamare pita ki bimari ke wajah se hum nhi a paye aur agle h din tum apne acharya ke sath chale gaye..aur phir uske paschat Dhanand ke senao ne pippalivan pr akraman kar diya..aj bhi vo mala hamare sath hain..
she took out a garland made by colourful stones...
Chandragupt's face got shined while taking that garland...

Chanragupt : kitna sundar hain ye mala..dhanayabad Chitra hamein apne pippalivan ke vo din wapis dene  ke liye
and he wore that garland on his throat...

Chitra (remembered something) : parantu Chandragupt  dhanyabad to hamein us yodha ko bhi kehna chahiye jinhone hamein us yabsayi ke hathon se bachane ke liye yudh kiya tha...hum to unke sakl bhi nhi dekh paye...tum jante ho vo kaun hai??

Chandragupt (remembering his confrontation with Dakshita got irritated) : han avashya jante hain..unhe humse adhik aur kaun jan sakte hai??

Maya : acha bhaiya kaun hai vo??aur kahan hai??maharaj bhi unke vishay mein janna chahte the parantu na aap aur nahi Aditya aur Ghanghor bhaiya ne kuch kaha..bataiye na kaun hai vo??

Chandragupt was about to answer but suddenly Dakshita who was till now enjoying those childhood memories of three of them noticed something and shouted..

Dakshita : Chandragupt..tumhare hathon ki vo kavach kahan gaya??jo tumhari ma ki nishani tha???

Chandragupt looked at his hand and got shocked the armlet is not on his elbow..and then he could remember it got loosen while fighting with princess Durdhara and he couldn't get time to tie it...so when Durdhara pushed him it might fell on that valley...

Chandragupt (in mind) : agar us unmad rajkaya ki karan hamare ma ki akhri nishani hamse kho jaye to hum use kabhi kshama nahin karenge...

and in the meantime Digvijay entered into room...along with female guards

Digvijay : kya baat hai aap sab yahan kya kar rahe hai??chaliye sandhya anushthan suru hone mein adhik bilamb nahin hai...hum kabse aap logo ke pratiksha kar rahe hai...Dakshita chalo tum in dono ke sath shighra a jao...aur Chandragupt tum hamare sath chalo..

Chandragupt (in an upset tone) : tumlog jao Digvijay hamein man nhi hai...

Digvijay : are bandhu aisa mat kaho..tumhare bin hamara ye anushthan asampurn hai...chalo chalo hum ab tumhare ek nhi sunenge..

Chandragupt wanted to go that valley as soon as possible but Digvijay and other friends didn't listen to him..and brought him into the place where the function was about to take place...

In The Royal Ground

..the function started in the royal ground ..with various music , song and dramas..the king and queen were sitting on the center..having Digvijay and Durdhara on both sides..Durdhara is now feeling much better...and managed to get ready for the function..Ambhik is sitting on the other side with all other Royal Guests...Dakshita,Maya and Chitra were sitting with the young girls of palaces...Chandragupt and other friends were given the place of honorable guests...but Chandragupta's eyes were stuck on Durdhara..and all his concentration was centered to her...
Chandragupt (in mind) : dekho is unmad rajkanya ko..bahar se kuch aur aur andar se kuch aur...yadi abhi ye anusthan suru na hua hota to hum iske asli rup k bare mein abtak sabko bata chuke hote...iske wajah se maine apni ma ki ashirvad..vo kavach kho diya..hum jane nhi denge is ahamkari rajkumaroi ko...

Durdhara's concentration was also centered on Chandragupt only...
Durdhara(in mind) : hey iswar kahin is uddand Vanvasi ne kisiko hamare bare mein kuch kaha to nahin??isse pehle ye kisiko kuch bhi bataye hamein apna tarvari isse wapis lena hi hoga...ye Subhadra kahan chali gayi??hamein uski madhyam se is Chandraguptko suchna bhejna tha...

here Ambhik was surprised to see Durdhara didn't wear the dress he gifted to her..he felt insulted again...
Ambhik(in mind) : Rajkumari ne hamari uphar ka maan nhi rakha...hum aise baar baar apmanit nahin ho sakte..is anusthan ke ant hote hi hum Avisar raj se baat karenge ke vo satya mein hi apni putri hamein saupna chahte hai ya phir is rajjyotish ke kanya ki grahdosh ki karan vivah ki baat kuch mahino tak tal dena sirf ek natak hai...

and then the the main attraction of the function..the dance sequence started...and a girl entered into stage by covering her face in veil and started dancing.the people got hooked her perfect steps and dancing styles..but the sounf of her anklet seemed much familiar towards Ambhik..and when all lights fell upon her..Ambhik found she has wore the dress what Ambhik gifted to Durdhara...

Ambhik(in mind) : to rajkumari ne mera uphar ek nartaki ko de diya??itna bada apman??hum ye kadapi nahin sahenge...

and he was about to leave the place and only then the girl removed the veil..and Ambhik got just shocked to see the dancer is none other than Panchnad princess Kalyani...

Ambhik (in mind) : Rajkumari Kalyani!!!...parantu ye kaise sambhav hai??aur inki ghungru ki dhoon bhi to jana phchana sa lag raha hai...kahin hamne Durdhara samajh kar jinhe uphar diya vo Kalyani to nhi hai??parantu vo rajkumari durdhara k kaksha mein kya kar rahi thi???

..Ambik got surprised but couldn't leave that place...rather he got hooked towards Kalyani's brilliant performance...

Ambhik (in mind) : manna hi padega rajkumari Kalyani ek prativashali nrityashilpi hai..aur vo in vastro mein baht sundar bhi lag rahi hai..kadachit rajkumari Durdhara bhi in vastron mein inse adhik sundar nahin lagti...

and he continued to enjoy Kalyani's dance...

In The Royal Garden


here Subhadra reached to the garden where Sukant asked her to come..Sukant was already waiting for her...

Sukant : hamein gyat tha ke tum avashya aogi...

Subhadra : tumse milne nahin ayi main..apne chitron ko wapis lene ayi hun..

Sukant : itni shighrata kis baat ki hai?humein tumse baat karne ke avsar to do...

Subhadra : dekho baat badalne chesta mat karo..tumne vachan diya tha yadi hum tumse milne aye to tum hamein hamari Chitra wapis doge..hum isiliye aye hain..anyatha ek sambhrant gharki kanya aise sandhyakal mein akele kisise milne aya nahin karti hai...

Sukant : chinta mat karohum apne vachan ke palan avashya karenge...ye lo tumhari Chitra...

he handed the portrait to Subhadra..

Subhadra : dhannyabad..ab hum chalte hai...

and suddenly some voices of female guards were heard ..coming to this direction..

Subhadra : hey Vishnu bhagwan..ye sare pratiharin is samay yahan kya kar rahe hai??yadi vo hum dono ko yahan dekh liya aur kisiko keh diya to kya hoga??

Sukant : chalo hum kahin chup jate hai..

he pulled Subhadra's hand and hided behind a big tree...Subhadra was feeling uncomfortable as she never got closer to any man..some of her friends who got married shared some stories to her..she reminded those and got shivered..she forgot to relive her arm from Sukant's hold...she looked at Sukant's eyes...but felt there is something unusual in his gaze..she removed her eyes from him...those female guards went to other direction..and they came out from that secret place

Subhadra : mujhe chalna chahiye..

Sukant : suno..hamne abhi abhi tumhare sahayata kiya..badle mein tum kuch bhi nhi karogi mere liye??

Subhadra : kya chahte ho tum??

Sukant : tumhe kuch dena chahta hun...ye neel rang ki vastra jo tum aj mele mein dekh rahe the..main tumhare liye laya hun..ye uphar swikar kar lo...

Subhadra : hum ye uphar swikar nahin kar sakte...main to tumhe thik se janti bhi nahin

Sukant : to ab jan lo..mere mitrata swikar karke...

suddenly Subhadra recalled something
Subhadra (in mind) : ye Chandragupt ki Mitra hai..yadi hum iske mitrata swikar karle to Chandragupt se tarbari wapis pane mein ye rajkumari k sahayata kar sakta hai...

Subhadra : tum satya hi hamare mitra banna chahte ho??to phir ek praman do hamein...

Sukant : kaisa praman??tum kaho to apna pran bhi de de is mitrata ki naam...

Subhadra : hamein tumhare pran nahin..tumhare mitra Chandragupt se ek vastu chahiye...kya tum vo la paoge??

Sukant : chandragupt se...kaunsa vastu chahiye???main kuch samjha nahin..

Subhadra : dekho aj tumhare mitra Chandragupt ko ek yodha ki tarbari mila  hai..aur vo tarvari use atyadhik avashyak hain..kya tum us tarvari ko Chandragupt se la doge??

Sukant : tum us yodha ko janti ho???kya sambhandh hai unse tumhara

Subhadra : dekho bas itna samajh lo uske liye main uski behn jaisi hun..aur maine use vachan diya hai ko vo tarvari main usko wapis dilwaungi...ab bas tumhi mere vachan ke raksha kar sakte ho..kya apne is naye mitra ke liye itna nahin karoge??

Sukant (relieved) : acha to vo yodha tumhare bhai hai...parantu hum Chandragupt se visvas ghat nahi kar sakte...vo mitra hain hamare...

Subhadra : parantu tumhi ne to kaha ke hamari mitrata pane ke liye tum kuch bhi karoge..

Sukant : hum tumhare mitrata pane ke liye sabkuch kar sakte hai parantu Chandragupt jaise mitra ko kho nahin sakte jisne hamein jeevan k sahi marg dikhaya tha..

Subhadra (annoyed) thik hai phir dubara mujhse baat karne ki kashish mat karna...

Sukant : ruko Subhadra..hum Chandragupt se visvasghatakta nahin kar sakte parantu tumhare aur us yodha k sahayata avashya kar sakte hai...

Shubhadra : vo kaise??

Sukant : hum Chandragupt ko yahan le ayenge...tum apne bhai ko kaise bhi karke raat dwiprahar mein le ao..hum Chandragupt aur us yodha ka bhet karwayenge..aur sare samasya samapt ho jayenge...

Shubhadra : ye kaise sambhav hai..hum raat ko kaise mil sakte hai??

Sukant : dekho mere paas tumhare sahayata karne ki ek hi upay hai...yadi tumhein pasand nahin aye to um kuch nahin kar sakte...

Subhadra : acha thik hain..tum raat ko Chandragupt ko yahan le ana...

Sukant : ye huyi na baat..tum sahi samay pr yodha ko leke pohuch jana..

Subhadra : thik hai..acha ab humein sandhyanusthan k liye prasthan kar nachahiye...

Sukant : mujhe bhi..sab mujhe dhund rahe honge..

they left to different direction


In Atithigriha

..after the function ended Digvijay was spending time with his friends and Dakshita, Maya and Chitra were sitting there too..but Chitra's eyes were finding Chandragupta as he was not there...here Airavat was sharing his experience of meeting with Sumitra...and his remorse over Sumitra's sorrow

Airavat : humein satya mein baht hi anusochna ho rahe hai...ke hamari karan Sumitra ko aise lanchit hona pad raha hai...

Aditya : vandhu tumhe yadi apne karya par paschatap ho raha hai to jake kshama mang lo..

Airavat : kis muh se jaye..hamare karan unhe itna apman sehna pad raha hai..ab to vo hamara muh bhi dekhna nahin chahte honge...

Ghanghor : are sochna kya hai vandhu tum jake kaho ab tum Sumitra ko pure samman ke sath apnana chahte ho...

Akshay : apnana chahte ho ka arth???

Shashank : is balak ne phirse apna muh khola??tujhe kitni bar kaha hai na jo vishay samajh mein na aye us pr mat bola kar..

Akshay got offended...Maya smiled...

Akshay : balikey tum kyun has rahe ho??

Dakshita : hey iswar ek balak to ek balika..are koi in dono ko bacho ke mahal pr le jao..

Digvijay : are bas bhi karo kyun becharo ke piche pade ho...acha Sukant aur Chandragupt kahin dikhai nahin de raha hai..kahan hai vo dono??

Aditya : Sukant ki choro ajkal vo koi alag hi prithvi mein rehne laga hai..parantu ye Chandragupt kahan chala gaya??

and then Sukant entered...Chitra expected Chandragupt was with him..but seeing him alone she got tensed...

Chitra : bhadra Sukant..kya Chandragupt aapke sath the??

Sukant : Chandragupt mere sath?nahin to...hum bhi to usike sandhan kar rahe hai...

Shashank : are ab ye Chandragupt bar bar kahan chala jata hai??hamein bhojan ke liye bilamb ho rahe hai...

Dakshita : lo a gaye asli mudde pr..apni mitra se adhik inhe bhojan mein ruchi hai...

Shashank : dekho mere bhojan pr dristi mat do...kya main puchta hun ke tumhe jungle ki vishakt falon mein ruchi kyun hai??

Digvijay : are chup karo tum dono..aur chalo Chandragupt ke sandhan karte hai...

and then only Chandragupt entered..his head to feet was almost covered with mud..and his face expressed a gret disappointment and sorrow..actually he went towards the valley while everyone was enjoying the function where he lost his mother's armlet..but due to darkness was unable to find it..and all his anger fell upon princess Durdhara..everyone got shocked to see him in this situation...Chitra ran towards him and held his hands...

Chitra : Chandragupt ye kya ho gaya tumhe..kahan gaye the tum??

Chandragupt : chinta mat karo Chitra hum thik hai..

Shashank : parantu vandhu ye dasha kaise hua??

Dakshita : are use pehle sans to lene do..ate hi prasnaban varshan suru ho gaye...

Sukant : acha koi baat nahin chalo Chandragupt apne poshak parivartan kar o aur phir vistar se batana...waise bhi mujhe tumse kuch avashyak baton ki charcha karna hai..

Digvijay : thik hai shighra ao Chandragupt..bhojsabha ke liye vilamb ho raha hai..

Chandragupt : tum sab jao..hamein khudha nahin hai..

Chitra (tensed) : kyun Chandragupt..tum thik to ho na??

Dakshita : are vo kaha na ke vo thik hai..use kuch samay vishram karne do..chalo hum sab chalte hai..yahan to koi bhojsabha mein jane ke liye adhairya ho raha hai...

Shashank gave an irritated look...

but everyone left except Sukant and Chandragupt...only Chitra didn't join them..she was not feeling hungry watching Chandragupt's tension..she went to the room allotted to her..she wanted to spend more time with Chandragupta..but circumstances is not allowing her

Sukant : Chandragupt tum vastra paribartan karke mere sath ao..kuch avshyak baat karna hai..

and he left...

Chandragupt (with fiery eyes) : aj rajkumari Durdhara ki wajah meri ma ki akhri nishani mujhse dur ho gaya..main pratigya karta hun hun Rajkumari ko iske mulya avashya chukana padega

In The Midnight

Sukant brought Chandragupt in that promised place..but he didn't disclose about the purpose..because he knew Chandragupt is not happy with the warrior..though he clearly doesn't know..the reason...

Chandragupt : Sukant ab to kaho tum hamein andarmahal ki udyan mein kisvises vyakti se milane ke liye le aye ho..aur vo bbhi sabse chupate huye..

Sukant : adhairya mat ho vandhu..vo log ate hi honge..

and then a voice comes from back..

vo a gaye hain...

both turned back and found two hazy images due to darkness..those images come closer and then Chandragupt found one of them was friend of princess..Subhadra..and other one is dressed like a warrior...but even in this darkness Chandragupt didn't have any difficulty to recognize this warrior..he is now accustomed with every single thing related to Durdhara..and his temper rose..

Sukant : Chandragupt ye wahi yodha hai jo...

Chandragupt (interrupting Sukant) : hum sab jante hai...parantu ye samajh nahin pa rahe hai ke hamein is samay yahan kyun laya gaya hai??

Durdhara looked at Subhadra and Subhadra shooked her head

Subhadra : Sukant aap mere sath aiye ..in dono ko ekant mein baat karna hai..

Chandragupt : uski koi avashyakta nahin hai..jo kehna hai sabke samne hi kaho...

but Sukant didn't want to let this opportunity go to be alone with Subhadra

Sukant : are nahin nahin Chandragupt..avashya hi koi avashyak charcha honge..chalo Subhadra hum us briksha ke paas jake pratiksha karte hai..

and Sukant and Subhadra left..

Chandragupt (with mockery) : hamare sammukh mein is chadmaves k avashyakta nahin hai rajkumari..aur ye aap bhi jante hain..

Durdhara (removing cover from her face) : hum tumse yahan apne ves pr charcha karne nahin aye hai..hamein bas apna tarvari wapis chahiye..

Chandragupt : aur tumhe aisa kyun lagta hain ke tum aadesh karoge to hum uska palan karna apna dharm samjhunga...

Durdhara : dekho vo tarbari tumhare kisi kaam ki nahin hai..parantu mere liye vo baht avashyak hai..

Chandragupt : kyun ke us par tumhara naam khachit hai..aur vo kisi aur ki hath lag jaye to tumhara asli rup sabko gyat ho jayega...yehi na...

Durdhara : dekho Chandragupt samajne ki chesta karo...

Chandragupt : main sab samajh gaya hun...ke tum ek mithyabadini ho..apne aswastha ke kahani rachke pure rajya ki prem ki fayda uthake sab pr apna aadesh chalati ho..aur chadmaves mein pure prithvi ke sath yudh karte firte ho??

Durdhara(trying to control her anger) : dekho chandragupt apne seema mein raho..jo nahin jante us vishay pr baat mat karo

Chandragupt : apne mata.pita aur bhrata ki prem ka durupyog karke apne seema ki ullanghan to tum karte ho...tumhe gyat bhi hai...aj tumhare karan humne aapne ma ki aakhri nishani ko hamesha ke liye kho diya??..aur tum asha karte ho ke hum tumhare aades anusar chale??hum tumhare das nhi hai rajkumari

Durdhara(shocked) : kya kaha maa ki aakhri nishani??

Chandragupt : han voh kabach jo unke ashirvad swaroop humesha mere hath pr rehta tha...aj tumse yudh hetu vo mujhse kho gaya..aur tum chahte ho ke hum tumhe tumhara tarvari wapis de??kadapi nahin..kal hum sabke sammukh us tarvari ko prastut karne ja rahe hai..jo tumhare parichay pure rajya ke samne udghatit karega

Durdhara : dekho Chandragupt aisa mat karo..tum nahin jante isi satya ka pravab mujh par kya ho sakta hai??...mujhe woh tarvari de do...

Chandragupt : hamare bich ab charcha karne ke liye kuch bhi avses nahin hai..hamein chalna chahiye

Durdhara (in a chocked voice) : sadhu Chandragupt sadhu..log tumhe veerta ki misal kehte hai aur kisi ke vivasta ki upyog karne mein lajja nahi ate???dhikkar hai aise veerta par..

Chandragupt (with fiery eyes) : kya kaha tumne??

Durdhara : satya kaha..yadi tumhe mujhse pratishodh chahiye to ek veer ke vati lo..aise kairo jaise meri vivasta ki upyog karoge to tumhare acharya ki shiksha vyarth hai...

Chandragupt : achha thik hai...to hum ek veer ke vati tumhe chunauti de rahe hai..kal raj darbar mein jo yudh protiyogita hone ja raha hai usmein mujh dwandayudh mein parast karo..aur apna tarvari le jao...aur yadi us yudh mein main jita to main tumhare parichay sabke sammukh bayan karunga..sweekar hai??

Durdhara : dekho Chandragupt...

Chandragupt : sweekar hai??ya phir mujhse pratispardha karne mein daarti ho

Durdhara(with fiery eyes) : darr?? kadapi nahin..hamein tumhare shart sweekar hai..

Chandragupt : to thik hai..kal maidan mein hum tumhare pratiksha karenge...aur yadi tum suryast ke purv na pohuchi to...

Durdhara : chinta mat karo..hum pohuch jayenge...

Chandragupt : thik hai...to ab hum chalte hai...Sukant chalo...

both Sukant and Chandragupt left...Subhadra came to Durdhara...

Subhadra : kya hua rajkumari?? vo man gaya??

Durdhara : usne hamare sammukh ek shart rakha..aur maine sweekar kiya...
she narrated all the conversation...

Subhadra (tensed) : hey iswar tum usse kaise lad sakti ho...jo jaribooti ka sevan karke tumhe bal milta hai vo to aaj raat hi ses ho gaye hain..auur rajvaid bhi to kuch dino ke liye apne gram prasthan kia hain..aur us jaribooti ke bina tumhari yudh ke parishram kaise kar paogi??

Durdhara : hamare paas koi marg nahin hai..Subhadra..Chandragupt uski ma ki kavach khone k karan humse rust hai..vo ab kisika nahin sunega..aur aise mein uske sart sweekar na karna mere veerta ki apman hota...

Subhadra : parantu rajkumari yadi hum use uske ma ki kavach wapis dilaye..tab to vo yudh nahin karega na...q na hum jake vo kavach le aye..aap bas mujhe vo sthan bata do...

Durdhara : nahin Subhadra..vo sthan baht durgam hai..yadi vo kavach lana hai to hamein swayam jana padega...aur vo bhi suryast ke purv hamein Chandragupt ko lautana hoga...nahin to woh...

Subhadra : thik hai rajkumari..hum kal Suraj nikaltehi rawana ho jayenge us sthan ke uddesh..chaliye ab thora vishram kar lijiye...

Durdhara : chalo...

and both left for princess's mahal

No comments:

Post a Comment