Saturday, August 24, 2013

Ehsaas Kuch Naya Sa (Part-22)



The Royal Palace

Digvijay and Chandragupta gathered all his friends secretly in the garden of Andarmahal so the plan could remain secret .Durdhara , Subhadra , Kalyani,Dakshita, Maya, Chitra..also were present there..Chandragupt informed the friends about their plan of rescuing Sreemati..everyone including Durdhara remained shocked to hear Digvijay's secret love towards Sreemati..

Durdhara (making face at Digvijay) ; bhrata aapne humse kyun nhi kaha k aap Shreematidi se vivah karna chahte hai??

Digvijay : Paristhiti aise nhi tha Dhara

Chandragupt : rajkumari tum ye prashna Shreemati k agaman k paschad puchna..yeh samay is alochana k liye upayukt nhi hai..

Shashak : satya kaha is samay humein Massaga aviyan k yojna pr dhyan dena chahiye..

Chandragupt : dhyan se suno Mitra..hum aj ratrikal mein hi yatra aramv karenge..Massaga yahanse aswaprishtha mein do divas k path hai..hum samay nast nhi kar sakte..Maharaj Avisar ko humare aviyan k sambad humare yatra k uprant hi milna chahiye..isi karan humare sath koi sena nhi ayenge..smaran rakhna humare uddesya yavan se yudh karna nhi keval Sreemati k udhar karna hai..

Sukant : kintu hum un dust yavan se yudh kyun nhi karenge??

Aditya : han unhe shiksha dena bhi to avashyak hai

Chandragupt : paristhiti k vichar karo acharya ne humein suchit kiya hai k Sikandar k vishal avinashi sena se yudh karke pran k ahuti dena Nirvudhita hai ..isi karan val k nhi vudhi ka proyog karna hoga

Airavat : jaisa tum thik samjho..tum humare neta ho..tumhara nirnay hum sabka nirnay hoga..

Durdhara : bhrata aap chinta na kare hum  apne bhabimata ko swayam mukt karke avisar le ayenge.

Digvijay : nhi Dhara tum abhi sampurn swastha nhi ho..aur yadi hum dono hi chale gaye to mata aur pitashree atyant chintit honge..

Durdhara : kintu

Chandragupt : Durdhara , Digvijay thik keh raha hai..tumhe to humse adhik mahatyapurn karya karna hai..humare jane k paschad maharaj ko Digvijay aur Shreemati k sambandh k vishay me suchit karna aur .aur avisar k suraksha sunischit karne k dayittwa bhi tumhare hai

Subhadra : han Dhara aur humein maharaj se yuvraj k vivah k vishay mein anumati bhi to prapt karna hai..

Durdhara unwillingly agreed...Chitra felt relaxed

Chitra (in mind) : iswar ko dhanyabad k rajkumari is bar Chandragupt k sath nhi chal rahi hai..ab Chandragupt k dhyan sare samay un pr nhi honge

Dakshita : kintu tum humein tumhare sath jane se na rokna..tumhare suraksha k dayittwa acharya ne humein saupa hai..

Shashank : han yadi baran karein to bhi to tum sunogi nhi..

Dakshita : avashya hi nhi..

Airavat : acha acha thik hai..to kaun kaun ja rahe hai??

Chandragupt : hum aatt  Digvijay , Sukant , Aditya , Shashank , Ghanghor , Airavat  Dakshita aur hum

Akshay : ye kya vandhu tumne humara naam nhi liya??

Aditya : karan yodhao k bich mein baloko k koi karya nhi hai

Chandragupt : Akshay tumhe rajkumari k sahayata karna hai Avisar k nirapatta hetu..aur hum mitro me se kisi na kisiko to Abhisar mei rukna hi hai..

Akshay remained silent ..he was not happy with the decision but Chandragupt was leader..so he had to obey him..

Durdhara : Chandragupt hum to nhi ja rahe hai kintu tum humare Aswaa Rangini ko le jao..vo sada yudh mein tumhare sahayata karenge..

Chitra felt irritated ..

Chitra (in mind) : ya to rajkumari swayam ya phir unke aswa..kabhi to Chandragupt ko akele chodo..

Chandragupt (turning to Kalyani) : rajkumari aap kal hi panchnad k liye yatra kare.aapko maharaj parvatatesar ko yavan k vishay mein suchit karna hai..

Kalyani : avashya

Maya comes and hugs Chandragupta.

Maya : bhrata dhyan rakhna apna...

Chitra comes closer

Chitra : Chandragupt hum tuhare safalta k liye prarthana karenge

Chandragupt : avashya..aur tum sab bhi..apna dhyan rakhna..

Digvijay (tensed) : kintu hum ek atyant mahatyapurn vishay to bhul hi rahe hai..humein hindukush k dusre paar jana padega..vo sthal atyant durgam hai ..aur us durgam parvat pr bayu k beg mein chalne k upyogi aswa humare aswashala mein atyant swalp hai..aur yadi hum unhe le gaye to Abhisar k nirapatta mein sankat utpann honge...

Chandragupt : to kya tum aise kisiko jante ho jinse hum aswa prapt kar paye??

Digvijay : aisa to ek hi hai..Shreshthi Subahu..is anchal mein Ashwa k sarvsreshtha byapari..unke nikat vo uttam aswa hai jo kadachit Magadh k nikat bhi nhi honge..

Airavat' got embarrassed with mention of his father-in-law..

Chandragupt : kintu vo Maharaj k agyat mein humein Aswa bikray karenge??

Digvijay : yehi to chinta k vishay hai..Subahu shreshthi pitashree k mitra hai.humein sandeh hai k vo humare anurodh sweekar karenge..

Airavat (determined) : sweekar karenge..avashya karenge...hum swayam baat karenge unse..

Digvijay : Airavat tum??

Airavat : hun mitra..hum in dino isi chinta mein the k unke samne kis muh se jaye.aaj humein unse aur Sumitra se kshama prarthana ki marg mil hi gaya..humne tayar kiya..k hum Sumitra ko purn maryada mein apnayenge aur apne rajya apne dharampatni k sath hi lautenge..

all the boys : sadhu sadhu..

Chandragupt : to aur vilamb na karo aur jao..hum sab nagri k dwar pr tumhare aur aswa k pratiksha karenge..(turning to other friends)..aur chalo hum sab bhi chalke yudh yatra k prastuti karte hai..

everyone leaves..

Durdhara (to Chandragupt) : hum jante hai tum safal avashya honge..asha karte hai k tumhare sakshat sikandar se ho..take yavan samrat ko yeh gyat ho k bharatvarsh veer yodhabarjit nhi hai

Chandragupt looks at her..her determined voice grew his confidence..he approvingly smiled and left


Durdhara ( to Digvijay) : bhrata hum Shreemati k baran swayam karenge..aap shighra bhabima ko le ayiye..

Digvijay (hugging Durdhara) : han behna..bas ma aur pitashree se baat karna aur unhe shant rakhna

and he leaves ..Durdhara went to her room..

Sukant comes near to Subhadra

Sukant : hum kisike prem k raksha karne ja rahe hai..humein shubhecha nhi dogi??

Subhadra looked at his eyes..a blushing smile came in her face...she only nodded ..Sukant leaves..

Subhadra (in mind) : vijayee banke ana Sukant..
and she follows Durdhara

Subahu shreshthi's Home in Rajpur

Airavat hesitated for a while and then knocked the door..the door opened and he stood speechless to see Sumitra to open the door..Sumitra took a moment to recognize him as the person she met on Saraswati riverside..

Sumitra : are aap to wahi haina jinhe hum saraswati nadi k kinare mile the..aap yahan??pitashree se milne aye hai kya??

Airavat only nodded.

Sumitra : aap asan grahan kijiye..hum pitashree ko suchit karte hai..

Sumitra went inside and after a while Subahu shreshthi comes..but he couldn't recognize Airavat as his son-in-law..he remembered that he has seen him with Digvijay..

Subahu : are aap yuvraj k mitra hai na??aap yahan?? koi avashyak karya hai kya??

Airavat touched Subahu's feet..Subahu got astonished..

Subahu: kalyan ho batsya..kintu aap aise humein pranam kyun kar rahe hai??

Airavat : hum aapse kshama yachna karne aye hai..

Subahu (confused) : aap kya keh rahe hai humein kuch samajh nhi a raha.kshama humse..kintu kyun?? aur kaun hai aap??

Airavat took a while to gather courage..and then looked at Subahu's eyes determinedly..

Airavat : pita hum vo hai jinke karan aapke kanya ko pichle paanch varsho se vina dosh..sabse kukatha sunna padta hai..hum vo hai jinke karan aapke man mein shanti nhi raha..hum wahi Rajkumar Airavat hai..jo vivah k paschad hi Sumitr ka tyag kar diya tha...aur aj aapke sammukh kshamaprarthi hoke dandaiman hai..

Subahu stood stunned...Sumitra was bringing water for guest ..out of shock glass fell from her hand..she looked at Airavat unbelievably and left the room with teary eyes..

Subahu (getting back his voice) : Rajkumar Airavat!!!..humare sunam , sukh , shanti..humare putri k jeevan sabkuch nasht karne k paschad ab tumhe humse kshama chahiye??..tumhe lajja nhi aya yahan ane mein??

Airavat : aya tha baht lajja aya tha..isi karan to aapke sammukh ane k sahas nhi ho raha tha..kintu ek vises proyojan humein yahan ane mein vivash kar diya..humein aapke uttam aswa k avashyakta hai..pitashree humein bimukh na kijiye


Subahu : .tum ja sakte ho..tumhe dene k liye humare nikat kuch nhi hai..na kshama aur nahi aswa

Airavat : kintu ekbar humare baat sunto lijiye..hum aapne dharampatni ko punah maryada mein aapne rajya le jana chahte hai..kintu is samay humein aapke sahayata k atyant avashyakta hai..yeh humare mitra k jeevan k prashna hai..humein aswa de dijiye

Subahu : tum yuvraj Digvijay k mitra ho..tumhe hum apman nhi kar sakte..kintu tumhare liye yehi uchit hoga k tum is samay humare griha se chale jao..hum tumhare kisi bhi tara k sahayata nhi kar sakte

and he himself disappeared into house

dishearten Airavat stood stunned for a while and then turned to leave thinking how to arrange horses ..suddenly he stopped to hear a maid is calling him

Dasi : suniye aap humare Aswashala se aswa le ja sakte hai..aapko koi badhadan nhi karega

the maid was looking at the inner door of the house..so Airavat understood someone instructed the maid to say so..he guessed who the person could be.

Airavat : hum aswashala k nikat avashya ayenge kintu hum tab tak aswa leke nhi jayenge jabtak jinhone tumhare dwara hum tak ye sambad pohuchaye vo swayam ake humein anumati na de..

he looked at the door and went where horses were kept..and kept waiting for someone..not much time he had to wait to see the person he was looking for is coming..

Airavat looked at her..Sumitra kept her head bent..

Airavat : humein kshama kar do Sumitra..hum jante hai i varsho mein nispap hote huye bhi kitne dukh se tumhe gujarna pada mere karan...kintu hum kya karte Sumitra..jis samay humare vivah hua us samay hum vivah k liye prastut nhi the..humne tumhare sath baht anyay kiya Sumitra..kintu aaj hum tumhe Patni k maryada mein apnana chahte hai..tum humein jaisa chahe waisa dand de sakte ho..yadi humaein kshama karna tumhe sweekar na ho to..kintu hum aapne rajya tumhe aapne sath leke hi lauteng..warna mrityu tak apne rajya mein wapis nhi jayenge..

Sumitra hurriedly put her hand on his mouth ith teary eyes..

Sumitra : nhi swami aise ashubh baat karke humein paap k bhagi na kijiye..in varsho mein hum aapkee deerghayu k liye vrat rakhte aye hai..mrityu ko aapke purv hum pr se jana hoga..

Airavat held her hand..

Airavat : to tumne humein kshama kar diya??

Sumitra (blushingly nods) ; aap aswa leke jaiye..aapke mitra aapke pratiksha kar rahe hai..

Airavat : hum shighra hi laut ayenge..aur tumhe apne sath le jayenge..yadi tumhare pita ne asweekar kiya to hum avisar raj k sammukh yeh prastav rakhenge..

Sumitra : pitashree k chinta na kijiye..vo dukhi hai..kintu vo adhik samay rusht nhi reh payenge aapse..aap nischint hoke aswa le jaiye..

Airavat held Sumitra's face on his palms..Sumitra bent her eyes out of shyness..he pulled her to him..and hugged her tightly..Sumitra's eyes got teary again she hugged him back ..after few moment Airavat felt the need to go..
he kissed on her forehead..and bid a good bye to her..
then he left with horses..

Sumitra prayed for his success and turned back and found her father standing there

Sumitra looked at him teary eyes..Subahu felt no need to say anything..he kept hand on her head..he was only upset with Airavat..but now there is no cause left for not to forgive him..

In The Gate Of Rajpur


everyone was waiting and was becoming worried for Airavat.

Shashank : aur kitne samay lagayega Airavat

Ghanghor : humein chalke dekhna chahiye.

Digvijay : humare dil baitha ja rahe hai yadi Subahu shreshthi ne asweekar kiya to??

Chandragupt : humein sampurn viswas hai Airavat avashya aswa leke ayenge

and then only he was seen to come with horses..veryone got relieved ..

Shashank : Airavat iswar ko ashesh dhanyabad k Subahu shreshthi tumhare kshama sweekar kiya..aur aswa de diya..

Chandragupt sudedenly noticed a red mark on Airavat's throat ...what was actually Kumkum of Sumitra's forehead

Chandragupt : are ye kaisa daag hai airavat??

Dakshita (recognized it and embarrassed) : Kumkum?? Airavat pratit hote hai k tum Sumitra se milke a rahe ho

Airavat only smiled...everyone started laughing..Chandragupt felt a bit thrilled..coz he realized something happened which he is having an indication but is not getting properly..

Digvijay didn't take part in the laughter..he was becoming impatient..

Digvijay : acha acha ab to aswa prapt ho chuke to yatra aramv kare??

Chandragupt : avashya..aur vilamb karna uchit nhi hoga..

everyone rides on their respective horses and started for Massaga..

Massaga

the capital town of Assakeneya was an ancient city in modern day Afganisthan..Assakenayas were most powerful race of Kamboja ..they were democratic in policy..and so they had a disliking For Abhisara as Abisar was the only monarchy of Kamboja..Assakeneya's created most powerful resistance before Sikandar's army..where all men and women perticipated in the battle..after a month of resistance at last Sikandar's army captured Massaga and imprisoned thosands of Assakeneya's including children and aged..and women are made sex slaves of greeks and beautiful girls and women had been caged to give prize for the generals of Sikandar ..Sikandar  didn't involve himself in this plunder but he didn't prohibit his armies to do so..because he knew if he wouldn't allow his soldiers for plunder and rape then they will not find pleasure and will want to go back to Masidonia to their family and they canrevolt against him so he let his generals and soldiers for having sadistic pleasure like this..
   Chandragupta and his friends reached Massaga in two days ..they found except some dying old men and women Assakenays were just devasted..either they were killed or got imprisoned..their wealth had been looted , their houses had been caught fire ..from those old men they came to know that the leader of Assakenaya and his wife were killed in battle..his daughter Sreemati was imprisoned with many other young beautiful girls of Assakeneyas..as virgin young girls with beauty were gifted to higher level army generals not to the ordinary soldiers..they reached to the place wherethe girls were imprisoned..but they couldn't go openly in search of Sreemati..they would have caught then..so they had to hide in bush..to have an eye on the tents..
    Digvijay was being restless..if Chandragupta wouldn't hold him he would have run to the tent..
  
Digvijay : Chandragupt humse raha nhi ja raha hai..vo dust papi yavan hamare Sreemati ko hani na pohuchaye...

Chandragupt : kintu hum aise nhi ja sakte uhan..humare karya suru hone se purv hi samapt ho jayenge..

Sukant : kintu hum kare kya??

Chandragupt : wahi jo Chitra aur Maya ko raksha karne k samaykiya tha..Dakshita ko bandini banke un kanyao k bich jana hoga..

Dakshita : is karya k liye to hum sada prastut hai..

Shashank : han kintu dhyanse ye yavan dhurt hote hai..

Dakshita : kintu ek vishkanya ko vandini baana kisi ke vash k baat nhi hai..

she leaves...

when the greeks found her wondering..they easily caught her and took to the tent where girls were kept...after one hour Dakshita was seen to come...

Sukant : na jane kitne yavano ko upar pohuchake a rahi hai..

Shashank : han yehi to uske visesta hai..

Dakshita comes and Digvijay almost ran and held her arms

Digvijay : Sreemati mili??

Dakshita : nhi..vo use

Digvjay ( shaking Dakshita) : kya hua kuch bolo

Dakshita : use hamare pohuchne se kuch hi kshan purv Sikandar k ek senapati Sairus ko puraskar swarup de diya gaya..vo Massaga Nagri k dusre prant mein uske shibir k disha mein rawana ho chuke hai..

Digvijay stood stunned..Chandragupt and Shashank held his either side..

Chandragpt : chinta na karo hum Sreemati ko koi kshati nhi pohuchne denge hum abhi us disha pr prasthan karte hai..

and that time a chaos was heard from the tent

Dakshita : prateet hote hai yavano ko un do dwarpal k mrityu k sambad mil chuke hai jinhe humne danshan kiya..isse purv unke dristi hum pr pare..humein prasthan karna hoga..

Digvijay : han shighra chalo..us dust yavan ko hum apne Sreemati ko sparsh nhi karne denge..

and everyone rided on horse and ran to the direction where that Greek general went with Sreemati ..by any means they have to save her..

No comments:

Post a Comment