Saturday, August 24, 2013

Ehsaas Kuch Naya Sa (Part-21)



Royal Palace

as soon as Durdhara revealed herself everyone forgot to react for a while..the princess who was unconscious in Illness is found in warrior's attire..people were unable to understand what is happening was a mere dream or reality..Chandragupt felt bad as only to help him and his friends Durdhara had to reveal her secret in front of the whole capital..

watching Durdhara at first King Avisara , Maharani and Digvijay forgot everything and ran to her..
Maharani hugged her tightly and started crying


Maharani : meri putri..Iswar ko koti koti Dhanyabaad k tu thik hai

Abhisara (putting hand on Durdhara's head) : Chinta mein to hamare pran nikal raha tha putri..aaj hi hum Vishnu bhagwan k mahayagya bulayenge..

Durdhara : ma , pitashree ap logo ko chinta karne k koi avashyakta nhi..hum sampurn swastha hai

Digvijay (taking her face in palms) : meri Dhara ek pal k liye to laga tha jaise humne tujhe sada k liye kho chuke hai

Durdhara : nhi bhrata..hum aapse dur kabhi nhi ja sakte..

and brother and sister hugged each other...then only king realized Durdhara is in warrior's attire..

Abhisara : putri kintu tum yodha k vesh mein mahal mein pravesh karne k chesta kyun kar rahe the??

Digvijay : aur kya ye satya hai k Chandragupt tumhare rog upchar hetu tumhe Hindukush le gaye the??

Durdhara (bit her lips for a while and determined herself to speak the truth) : bhrata , ma , pitashree aur sampurn rajyavasi k sammukh aj humein ek satya sweekar karni hai..vo satya jo aj tak humne gopniya rakha hai...

and then she narrates the truth of her being warrior princess..all her frustration and pain for being caged in mahal for her sickness and then growing determination within herself to be honored as warrior..all her struggle , her suffering but reaching to the goal, the rescue of Chitra and Chandragupt's knowing her secret , her effort to stop Chandragupt from saying the truth and to fight with him and falling sick..and Chandragupt's redemption and saving her life by keeping his own life in danger and then being confronted with Ambhik's Gandhar soldiers and Kalyani's help to run away..and then her attempt to enter into her room and changing her dress but being caught in hands of lady guards ..
    she only avoided the part of meeting with Greeks as Chandragupta asked her not to say that in public because it will not only create panic but also make Ambhik aware of Greek's presence and he might try to join them..so he didn't utter a word about Greeks...

Durdhara : hum aapne is mityachar ke liye apradhi hai..humein is apradh k liye koi bhi dand sweekar hai..

after knowing all the story everyone's eyes got teary..and heart became full of sympathy and respect and pride for this 12 years old little princess Abhisar , Maharani and Digvijay lost their words to find out the true self of their beloved princess..Subhadra wiped her tears

Dakshita : Rajkumari Durdhara laksha rajkanya mein ek hai

Chitra : han unhi k karan to hum aj surakshit hai

everyone amazed to see Chitra praising Durdhara

Durdhara goes near Chandragupt and looked at his eyes..Chandragupt's eyes were full of pain for her..she held his hand and turned to Digvijay

Durdhara : bhrata Chandragupt aur unke mitra sampurn nirdosh hai..unhone keval hamare prano k raksha hetu apne apko sankat mein dala
(she again looked at Chandragupt) ..yadi aaj Chandragupt na hote to hum jeevit nhi hote..

Kalyani : han aur yahan pohuchne vilamb hona inki bhul nhi Gandhar Naresh k shadyantra the..vo chahte the k Chandragupt nhi Durdhara ko prasad tak wahi pohuchayenge take Gandhar Avisar rajya ko yavan k sahayata karne ke liye aapne paksh mein kar paye...tabhi jab hum Durdhara k vesh mein the to humein inhone satark kiya k yadi humne ye nhi kaha k dasyu o k hathon se Gandha Naresh humari raksha kiya to unke Gandhar Sena Avisar pr akraman kar denge.. yavano ke sahayata se aur Kamboj ko nasht kar denge

Digvijay turned to Ambhik with red eyes..

Digvijay ; Gadhar Naresh hum asha karte hai k aap aur ek muhurt bhi Kamboj pr byatit na karenge..anyatha hum bhul jayenge k aap humare atithi the..

Ambhik : humein bhi yahan rehne k koi icha nhi hai..hum to tumhare aur is abhisaar rajya k shubhakankhshi the..isi karan chahte the k tum Gandhar k bhati yavan k vashyata sweekar kar lo..Sikandar tumhe puraskrit karte...kintu tumne hamare prastav na manke yavan se shatruta mod liya..aab vinash k liye prastut rehna..Sikandar k sena k age nato tumhara Kamboj tik payenge aur na hi (turnig towards Kalyani) Panchnad...

Chandragupt (stepping towards Ambhik) : Bharatvarsh mein deshbhakt nagarik ka astitwa abtak vilupt nhi hua hai..jab tak Bharatmata k ashirbad se  aur acharya Chanakya jaise shikshak janam lete rahenge tab tak tum jaise hazaro deshdrohi bhi humare desh ko videshi shatru k nikat samrpan nhi kar payenge..ab jao nhi to ek Deshdrohi ko dand dene mein humein atyant anand hoga

Ambhik didn't dare to say anything more as he understood that whole situation is against him..he leaves the place giving an angry look to Kalyani

Digvijay comes to Chandragupt with folding hands..

Digvijay : Chandragupt samajh mein nhi ata kis muh se tumse kshama mange..tumne mere bhagni k liye apna pran sankat mein dala aur humne tum pr sandeh kiya??tumhe Dhananad k nikat preran karne ka chinta kiya??hum tumhare mitrata k yogya nhi hai Chandragupt..humein kshama kar do

he tried to touch Chandragupt's feet but Chandragupt held his hands

Chandragupt : kya kar rahe ho mitra..mitra se koi kshama yachna karte hai kya??mitra ko to hriday se lagaya jate hai

he hugged Digvijay tightly

hum jante hai Durdhara tumhare hriday ka ansh hai..tumhare sthan pr koi bhi bhrata aise hi acharan karta..

Digvijay : Chandragupt tum jaise mitra pake hum to dhanya ho gaye..

Chandragupt : humne to keval aapne manavta k dharam nibhaye hai..rajkumari k aswastha k liye hum bhi uttardayi the..yadi hum rajkumari k upchar na kar pate to hum apne aapko kshama nhi kar pate
yadi tumhe prasansha karni hi hai to apni veerangana bhagini ki karo..keval manobal se koi shareerik vadhayen kaise dur kar pate hai rajkumari uske pratyaksh praman hai

Avisar and Maharani hugged Durdhara again..

Avisaar : putri humein tumhare peera k koi avas hi nhi tha..hum to keval tumhare shareerik aswastha ko leke chintit the..tumhare man k vedna se hum anaviggya the..kintu ab tumhe yudhshashtra k shiksha hetu gopiyata rakhne k koi avashyakta nhi hai..

Durdhara : arthat hum ab shashtra shiksha grahan kar sakte hai..

Digvijay : avashya behn..hum to ab tujhe aryavart shreshtha yodha o mein tera naam dekhna chahte hai..

Chandragupt : aur hum chahte hai k acharya Chanakya k akhand Bharat k sapna pura karne mein tum bhi hamare sahyodha banogi..

Durdhara : avashya

everyone shouted Rajkumari Durdhara ki jai ..Veerta ki misaal Chandragupt ki jai..Yuvraj Digvijay ki jai..Maharaj Avisaar ki jai

Chandragupt's friends came closer..

Digvijay (turning to Shashank) : humein kshama kar de Shashank..humne tujhse na jane kya kya keh gaya..kitna apman kiya..jab ke hamari Dhara ki jeevan raksha ki marg tune dikhaya..hum kaise tera dhanyabaad kare

Shashank : Digvijay tune koi anyay nhi kiya..aur Durdhara hamare bhi behn jaisi hai..to na keval ek vaid k haisiyatse apetu ek bhrata k haisiyat se bhi Durdhara ka upchar karna hamare kartavya tha..aur humne apna kartavya nibhaya...

Digvijay hugs Shashanka..and all the friends hugged Chandragupt...Maya also runs to him

Maya : bhrata aap thik ho na..

Chandragupt : han behn..teri prarthana jo mere sath tha

and he hugs Maya ..then all the friends picked and carried him on their shoulder..

"Chandragupt ki Jai, Chandragupt ki jai"

Sukant (coming to Subhadra) : kyun kaha tha na..Chandragupt Durdhara ko le ayega.
he smiles indicatingly

Subhadra smiles back but felt embarrassed to remember how she was crying keeping head on Sukant's chest..she didn't answer anything and followed Durdhara and king and queen to andar mahal

Chitra : hum to Chandragupt se mil hi nhi paye

Dakshita : to kya hua ab to vo mahal mein hi hai..baad mein mil lena

and everyone enters into Palace

In The Evening

after Chandragupt and Durdhara's return the whole palace as well as capital went into festive mode..Chandragupt was worried whether Durdhara was able to get that letter or not..he also wanted to know about how she was feeling now but in the whole day he didn't get opportunity to meet her..he also was confused why is he still worrying about her..in the evening he was sitting with his friends in Atithigriha..but still he was unmindful..his friends got to know about the greeks from him..so they were discussing about that..

Ghanghor : ye yavan Kamboj k seema tak a pohucha hai..acharya ko to is vishay mein suchit karna hoga..

Airavat : uske avashayakta nhi hoga..acharya is samay panchnad mein hai aur patradwara Chandragupt ko suchit kar chuke hai k vo yavan k kamboj agamn k vishay gyat hai

Sukant : kintu ye yavan itne shighra Avisaar k sima tak pohuch jayenge iske apeksha to nhi kiye honge

Akshay (observing Chandragupt's silence) : Chandragupt tum chup kyun ho? kya tum yavano k vishay mein chinta kar rahe ho??

Chandragupt was about to say something but before that he noticed Shashank and Aditya to enter with tensed faces ..Chandragupt seemed to be waiting only for them..he ran to them

Chandragupt : Shashank tumne osodhi prastut kar liya??

Shashank : han parantu..

Chandragupt : parantu kya..humne tumhe sare avashyak pusp aur lata lakee diya tha na ..kya kuch aur vastu k avashyakta hai.

Shashank : nahin Chandragupt vishay itni saral nhi hai..vo phul tum sangrah karne k paschad ek sampurn divas atit ho chuke the ..isi karan jab vo pusp hum tak pohucha uske kuch gun nast ho chuke the..

Chandragupt : yadi aisa hai to hum punah Hindukush jayenge

Shashank : nahin Chandragupt ab vo pushp punah agami vasant mein hi ayenge..kintu hum aur Rajvaid ne milke oshodhi bana liya..asha karte ye rajkumari k liye upkari sidh hoga

Chandragupt : to tum aise chintit dikhai kyun de rahe ho??

Aditya : karan hum Rajkumari k janam k grahakal r punah vichar kiya..unke jeevan mein ek nhi do sankatkal ka astitwa hai..ek dwadash varsh k ayu mein jo k tumhare karan atit ho gaya..kintu astadash varsh k ayu mein ek aur sankat k astitwa hai..yadi ye sankat atit ho jaye to rajkumari deerghayu labh karegi

Chandragupt (without thinking anything else) : hum Dhara ko kabhi kuch hone nhi denge..

everyone got stunned to hear Chandragupt taking princess's nick name which is taken by only her family members and dearest people..
Chandragupt also felt his reaction was quite unexpected to his friends ..so he left the room..

Aditya : mitron tumlogoko aisa prateet nahin hota jabse Chandragupt Hindukush se pratyabartan kiya kuch parivartit ho gaya hai..

Airavat (with a meaningful smile) : humein ye pratit hote hai k Chandragupt ab balak se purush mein parivartit ho raha hai..

everyone started laughing except Akshay.

Akshay : arthat??

Shshank : hey iswar hum to bismarit ho gaye the k yahan ek aur balak bhi hai jiska parivartan ana abtak sesh hai

everyone continued laughing..

In The Garden

Chandragupt was moving aimlessly..he knew perhaps the next day they are starting for Takshashila..but he doesn't know why he feels he has something left to do..some task is incomplete..he doesn't know what..for some unknown reason he wants to meet Durdhara once..want to talk to her..but what should he talk?? he again says to himself no Durdhara will be fine..but couldn't make his mind understand that..because after six years no garranty that he will meet Durdhara again..how will he save her from upcoming danger??then he will be probably busy in fighting with Dhananand..then??..he realized he can't keep away Durdhara from his mind..the one night changed everything..again and again he reminds the moments when Durdhara was so close to him..she was resting on his shoulder..the touch of her lips is still on his finger.he got thrilled..the unknown feelings occupied whole his mind..all he wants to see Durdhara again..

"Chandragupt"

Chandragupt was so lost in his thoughts that he didn't notice someone's arrival..so he got astonished with the voice..he turned back and found Chitra with some unseen expression on her face..

Chandragupt : Chitra tum yahan??

Chitra : aj pura din tumse baat karne k absar hi prapt nahin hua..to hum tumhe bagicha k disha mein ate dekhk milne chale aye..Chandragupt jante ho jabse tum Hindukush k liye yatra kiya tabse pratyek kshan hum iswar se tumhare suraksha k liye prarthana kar rahe the..

Chandragupt (smiles) : aur inhi prarthana k phal hai k durgam parvat , yavan aur gandhar senao se yudh karke hum aur rajkumari Durdhara surakshit prasad laut aye...

Chitra's smile disappears as soon as Chandragupt takes Durdhara's name..

Chitra : hum baht anandit hai k kal hum Kamboj se prasthan karenge..

her voice is sounded relaxed as she expects to get more time to spend with Chandragupt whom in all these 11 years of age she knew as the only mate of her life.. if they leaves Kamboj..but Chandragupt didn't like the words as she was mentally not prepared for it..so he remained silent
Chitra comes closer and held his hands..

Chitra : Chandragupt humare anand ka koi seema na raha ye sochke k hum ab sada sarvada tumhare sath rahenge..

her voice was indicative...Chandragupt surprisingly looked at her eyes and found its also full of some unknown feelings...but why is he feeling that this expression he is expecting in someone else's eyes??

watching Chandragupt looking at her Chitra blushes as she was unaware of what is going in his mind..she moves more closer to keep head on his chest but before that a lady guard's voice made Chandragupt to move away from her..

Pratiharin : Veer Chandragupt rajkumari aapse sakshat karna chahti hai..vo apne mahal mein aapke liye pratiksha kar rahi hai..

Pratiharin's words seemed pouring honey in Chandragupt's ears..he without uttering any word leaves for Princess's Mahal with Pratiharin
Chitra stood there stunned and hurt..

Princess Durdhara's Mahal

Durdhara was walking around the room out of tension..he got relaxed to see Chandragupt entering with Pratiharin..Pratiharin left after bringing Chandragupt..she ran to him and held his hands

Chandragupt was surprised to see Durdhara called her in room not in garden under room..but he didn't ask any question as he was thrilled with Durdhara's touch on his hand

Durdhara : Chandragupt hum tumhare hi pratiksha kar rahe hai..hum baht chintit hai...

Chandragupt looked at her questioningly

Durdhara showed a rolled cloth which was used then to write letter

Chandragupt : kya yeh wahi patra hai jo acharya Shukdv ne Ambhik ko preran kiya tha??to tumhe vo patravahak mila tha??

Durdhara : han aur yudh karke use murchit bhi karna pada tha..

Chandragupt gave an admiring look to her and started reading the letter..but as soon as he read it his face got darkened with tension..

Chandragupt : hey iswar ye yavan  Pushkalavati aur Kath ko parajit karke bayu k beg mein Kamboj tak pohuch aur Aspaniya upjatiyo ko parast karke Assakaneya upjati k nagri Massaga mein phuch chuka hai..aur ek mahayudh k baad Assakaneya ko vo parast karchuke hai..Assakeya upjati ab Sikandar ka das ban chuka..unke lakshya ab Abhisar hai..aur Shikdev ne Ambhik ko likha hai k vo Abhisar ko parast karne mein Sikandar ko sahayata kare??..Iswar ko dhanyabad k ye patra Ambhik k nikat nhi pohucha..kintu ab Abhisar is sankat k liye apne aapko prastut kaise karega?? chalo hum maharaj ko suchit karte hai..humein ranniti bhi prastut karna hai..Digvijay kahan hai??

Chandragupt was going to leave out of tension but Durdhara stopped him holding hands...

Durdhara : nhi Chandragupt pitashree ko ye sambad na do..bhrata ki baran hai..

Chandragupt (shocked) : Digvijay?? parantu kyun??

Durdhara : Assakeya upjati se Abhisar ka sambandh baht jatil hai Chandragupt..Abhisar Kamboj ka ekmatra rajtantrik rajya hai..isi karan pitashree sampurn Kamboj k raja mane jate hai..kintu shaktishali Assakeya upjati pitashree ko apne raja sweekar nhi karte..isi karan pitashree aur Assakeya upjati k pradhan mein manomalinya ho chuke hai..

Chandragupt : kintu is vishay k sath Maharaj ko yavan k agaman k suchna na dene ka sambandh kya hai??

Durdhara : bhrata atyant dukhi aur chintit hai Shreemati k liye..

Chandragupt : Shreemati??

Durdhara : han Assakeya upjati pradhan k kanya Shreemati..bhrata aur unke balyakal k mitrata the..vo dono Kamboj k prasidha Gurukul mein padhte the...kintu hamare pita aur Assakeya k matbhed k karan unke mitrata dirghsthayi nhi ho paya..do varsh purv Kamboj mein ek prasidha utsav mein yogdan hetu Shreemati se bhrata k punah sakshat hua..aur bhrata k anurodh se humne uski ek chitra banayi
she shows a portrait of a beautiful girl


ye Chitra sarvada bhrata k nikat hi rehte hai..na jane kya asakti hai unhe is Chitra se..humne dekha hai unhe is Chitra ke sahit samay byatit karte huye..humne to karan bhi janna chaha..kintu unhone kaha k hum ab bhi ye anubhuti samajhne k liye balika hai..

Durdhara made face...Chandragupt feels strange ..in his subconscious he feels he knows what is in Digvijay's mind..but he couldn't recognize it consciously...

Durdhara : Chandragupt humse bhrata ke dukh dekhe nhi jate ab tum hi hamare sahayata kar sakte ho..tum karoge na sahayata??

Durdhara asked beggingly holdin Chandragupt's hand..Chandragupt had no power to refuse her request...he kept his hand on her shoulder..

Chandragupt : Chinta na karo hum apne mitra aur tumhare bhrata Digvijay ka sahayata avashya karenge..

Durdhara (smiles) : tumse yehi apeksha tha..

Chandragupt feels he can do everything to see this smile

Digvijay's Room

Digvijay was standing near the big window..watching the darkness of the night..it seems his eyes is searching something in darkness..his painful gaze was expressing his inner sorrow..he didn't notice Chandragupt is standing near him

Chandragupt : Durdhara ne humein vo patra dikhaya..

Digvijay got his consciousness back with Chandragupt's voice..

Digvijay : kaun vo Chandragupt tum..hum kuch aur vishay mein chinta kar rahe the to tum pr dhyan nhi diya..

Chandragupt : kya tum Shreemati k vishay mein chinta kar rahe the??

Digvijay (shocked) : Dhara ne tumhe ye bhi bata ya??

Chandragupt : vo bas utnahi bataya jo vo janti thi..hum sampurn kahani tumse sunna chahte hai..

Digvijay (giving a painful smile) : Chandragupt tum hamare neta avashya ho kintu ayu mein humse anuj ho..jeevan k baht sare anubhutiyon se tum anaviggya ho..aur unmese sabse sundar anubhuti hai prem..jo ek anatmiya purush aur nari ko ek adrishya bandhan mein bandh dete hai..aur vo bandhan man k hote hai..aur yehi sambandh hai hamare aur Shreemati ka..kintu Abhisar aur Assakeya k bich matbhed k karan hum apne anubhutiya gopan rakhe the..kintu aj jab Assakeya k upar yavan akraman k vishay gyat hua to Shreemati ka vabishya chinta karke hamare antaratma kampit ho rahe hai...tum to jante ho bandini nari k sath kaisa acharan karte hai yavan..Durdhara ko to tumne raksha kiya aur sada k liye humein  rini kar diya..kintu hum Shreemati ko un narilobhi yavan se raksha kaise kare?? karan hum jante hai k pitashree Assakeya k sahayata hetu sainya kabhi preran nhi karenge..karan isse Abhisar nirbal ho jayega..aur tum to jante hi ho yadi Sikandar k vishal sena ko pratirodh karne k kshamta yadi sampurn Bharatvarsh mein koi rakhta hai to vo keval Magadh hai..

tears rolled from Digvijay's eyes..

"hum aapne aapko baht asahay bodh kar rahe hai..yadi vo yavan Shreemati pr atyachar kiya to hum jeevit nhi reh payenge..is glani k sath k hum apne prem k raksha na kar paye.."

Chandragupt couldn't understand everything what Digvijay said..but he somehow could feel Digvijay's pain..coz a similar feeling was growing within him too..

Chandragupt comes closer to Digvijay and put hand on his shoulder..

Chandragupt : hum mitra kis karan hote hai?? hum samast mitra milke tumhare prem k suraksha karne mein tumhara sahayata karenge..

a ray of hope comes on Digvijay's face..he was well aware of Chandragupt's ability

Digvijay : satya Chandragupt..tum karoge hamare sahayata Shreemati k raksha karne mein..

Chandragupt : han keval hum sab..maharaj ko is vishay is samay gyat na hon dena..anyatha hamare yatra mein vilamb utpann ho sakte hai..hum aj hi Massaga nagri k liye prasthan karenge..chinta na karo tumhare Shreemati ko kuch nhi hoga

Digvijay hugged Chandragupt tightly in response..

No comments:

Post a Comment