Friday, August 23, 2013

Ehsaas Kuch Naya Sa (Part-15)


Ambhik carried Kalyani on his horse to the door of Andarmahal and then carried her in his arms to the garden..and put her down..

Kalyani : baht baht dhanyabaad aapke...yahanse hum pratiharinon k sahayata se chale jayenge..

Ambhik : kintu hamare kuch prasna k uttar diye bina aap yahanse nhi ja sakte PanchnadKumari!!

Kalyani (a bit tensed) : kaunse prashna..

Ambhik : humne rajkumari Durdhara samajke jinse baat kiya vo aap hi the na??

Kalyani : nhi ..vo

Ambhik : hamein bhramit karne k chesta na kare..aapke nupur k nikkan se hi hum aapke parichay jaan gaye..kintu prashna yeh hai k rajkumari Durdhara ne hamse bhet karne k liye aapko kyun bheja??

Kalyani : dekhiye gandhar naresh hum aapke sab hi prashna ka uttar de denge ..kintu is samay hamare jana ati avashyak hai..

she tried to leave but Ambhik held her hand..

Abhik : humne kaha na k aap hamare prashna k uttar diye bina kahin nhi jayenge..kahin aisa to nhi k aapke pita aur acharya chanakya ..maharaj avisara se milke hamare virudh ko shadyantra kar rahe hai??

before Kalyani could say something a chaos was heard from Princess's mahal and it seemed many people are running inside Andarmahal..Ambhik's concentration diverted and Kalyani released her hand from Ambhik's grip and ran towards Durdhara's room...Ambhik had to leave that place..

Ambhik (in mind) : koi baat nhi..hum phirse milenge..aur tab tumhe wahi karna padega jo hum chahenge..

and he left..

In Durdhara's Room

when Durdhara reached into her room with the help of Subhadra she lost her sense..Subhadra managed to change her dress and made her lying on bed and send the news to the king...in few moments princess's mahal got crowded..
as rajvaidya was out of Rajpur so another vaid was checking her..but his face got darkened..

Maharani : kya hua vaidji aap kuch kehte kyun nahin..kya ho gaya rajkumari ko??

Vaidji : aap sabko gyat hai na k rajkumari do dino se mahal se bahar nhi gayi??

Digvijay : ye kaise baatein kar rahe hai vaidji..hamare Dhara humse puche bina prasad se bahar kadam tak nhi rakhti hai.

Vaidji : to phir rajkumari itni adhik aswastha kaise ho gayi??

Avisara : vaidji hamare putri kab tak thik hogi???

Vaidji : maharaj kehne k sahas to nhi ho raha hai..kintu ek vaid hone k daittwa se hamein kehna pad raha hai..rajkumari k hridspandan baht hi dheere chal raha hai..

Digvijay : spasht rup se kahiye vaidji...aap kehna kya chahte hai

Vaidji (with bending head) : humein kshama karna kintu ham koi asha ki baat nhi suna sakte..

Maharani : vaidji..aap jante hai k aap kya keh rahe hai??

Vaidji : bas iswar pr viswas rakhiye...hum isse adhik kuh nhi keh sakte

Maharaj (shouting): vaidjiii!!!!

Vaidji : hamein kshama kijiye maharaj..paristhiti niyantran k bahar ja chuke hai...

Digvijay (burst into anger) : tumhein vaid kehlane ka koi adhikar nhi hai..ye kya bakwas kar rahe ho tum!!!!jante ho hum tumhe abhi isi kshan dandit kar sakte hai??

Avisar: putra vaidji ko jane do...hum rajvaid ko sandesh bhej chuke hai vo kal tak a jayenge..

Vaidji : bas prarthana kijiye k kaltak rajkumari k saans barkarar rahe..

Digvijay : vaiji yadi aap isi kshan ye sthan parityag na kiya to hum apne maryada bhul jayenge..jaiye aap !!!!!

Vaidji left the place...Maharani started crying...Avisara started consoling her..everyone was shocked...the room was flooded with the tears...only Digvijay stood as an idol made by stone...he placed his hand on Dhara's head

Digvijay : tujhe kuch nhi hoga behna..hum tujhe kuch nhi hone denge...mrityu ko tujhe chune se pehle mujhse gujarna hoga...rakshii jao atithi griha se hamare mitra Shashank ko bulake lao

guard : jo aggya yuvraj..

he leaves and after few moments entered with Shashank

Shashank : tumne bulaya mujhe mitra

Digvijay : Shashank takshashila gurukul mein tum ayurvedshashtra k sarbotkristh chatra mana jate ho..rajkumari k chikitsa ki dayittwa main tumhe saupta hum..

Shashank : kya hum..

Avisara : han putra..rajvaidya k ane tak Dhara k dayittwa hum tum pr saupte hai hamein nirash mat karna..hath jodke vinti karte hai...

Maharani : putra bachalo hamare kanya ko..hum janm janmantar tak tumhare avari rahenge

Shashank : are aap bas bhi kijiye paap lagenge hamein..hum yathasadhya karenge..shapath karte hai..

Digvijay : hamein tumse yehi apeksha tha..mitra..

Shashank : ab aap sab kripaya is ghar se jaiye .rogini k kaksh ko paryapt vayu k avashyakta hai..bas ek ya do log reh sakte hain..

Maharani : hum rehenge putri k paas

Digvijay :  nhi mata aapke manasik sthiti thik nhi hai..Subhadra aur Dakshita yehin hain vo kheyal rakh legi Dhara ka aur rajkumari Kalyani bhi to hai...aap chaliye

Avisara : han chalo rani...

and everyone except Dakshita ,Kalyani and Subhadra left the room...

Subhadra's eyes were burning in anger..she knew who was the responsible for Durdhara's this condition..but she couldn't speak it to anyone..as Durdhara's secret will be out then..but she couldn't control herself anymore..

Subhadra : aap yahin rahiye.hum aate hain..

Dakshita : kintu kahan ja rahe ho tum??

Subhadra : kisi vises vyakti se milne ja rahi hun...

Kalyani understood whom Subhadra is talking about..

Kalyani : thik hai tum jao Subhadra..rajkumari ka dhyan hum rakh lenge..

Subhadra left

In Atithigriha

Chandragupta was discussing with his friends about today's competition and Princess's health issue then a guard entered and addressed Chandragupta..

Guard : aapse koi milna chahte hai..vo bahar aapke liye pratiksha kar rahe hain..

Chandragupt : to use vitar le ao..

Guard : nhi vo aapse bahar ekaki milna chahte hai..

Chandragupt came outside and saw someone with covered face is standing there..for the darkness he couldn't see the face first

Chandragupt : ji kahiye..

the person came closr and removed the face cover..and no Chandragupt could see the face..it was Subhadra.Chandragupt got surprised

Chandragupta : amatyaputri Subhadra!! aap yahan...

Subhadra : han dekhne aye hain ek hatyara kaise dikhte hain..

Chandragupta : hatyara..!!! aap kya keh rahe hainn..

Subadra : han wahi hatyara jinhe log veerta k misaal k naam se jante hain..

Chandragupta : Subhadra!! aap hum pr aisa arop kyun laga rahe hain..

Subhadra : kyunki aapne hamare rajkumari ko mrityu k taraf dhakka diya hai..aaj rajkumari ka yeh dasha keval aur keval aapke karan hai..

Chandragupt was just shocked

Chandragupt : aap kya keh rahe hain hamare samajh mein kuch nhi a raha hain..

Subhadra : jo manushya vuddhi rehte huye bhi vichar na kare koi kya samjaye??kya aap nhi jante the k Dhara aswastha hai..phir aapne use yudh k liye chunauti kyun dya..

Chandragupt : kintu vo to yudhvidya janti thi..

Subhadra : aur isi karan aap is sidhant mein pohuch gaye k rajkumarike aswastha ek mithya hai..ek abhinay hai!!..aur aapke isi soch ne aaj rajkumari ko is dasha mein pohucha diya..

Chandragupt : Subhadra hamein vistarse kahiye kya hua hai rajkumari k sath...

Subhadra : wahi to hum aapko kehne aye hai..take aapko ehsaas ho kitna bada apradh kiya hain aapne...

and she narrated all the story about Durdhara's illness , suffering , her will power , her efforts to become a warrior ..all her trial ..and then how she saved the armlet ..Chandragupt's mother's blessing by keeping her life in danger..as her medicine was finished..still she accepted Chandragupt's challenge and fought to protect a warrior's duty and keep her identity in secret ..as she didn't want to make her family members sad..and now she is taking last breathes according to the vaidji

by listening about Durdhara's will power , bravery and suffering Chandragupt became speechless..his eyes got teary..

Subhadra : jis kanya ne aapke mata k akhri nishani ko bachane k liye apna jeevan sankat mein dal diya tha appne use hi mrityu k muh mein dal diya?? are vo Bharatvarsh ko kya bachayenge jo swayam ek aswastha kanya k mrityu ka karan ho...smaran rakhna Chandragupt yadi hamari Durdhara ko kuch bhi ho..to iswar aapko kabhie kshama nhi karenge...

and she left crying...

Chandragupt was just stunned...his mind was not working properly..Subhadra's words were echoing on his ears..

"vo Bharatvarsh ko kya bachayega jo swayam ek aswastha kanya k mrityu ka karan ho"...

Chandragupt : hey iswar agyat mein hamse kitna bada paap ho gaya...acarya ne hamein sabke sahayata karne ka shiksha diya tha..humne unke shiksha ka aisa apmaan kiya?? ab hum unhe kaise muh dikhayenge...aur hamare mata ko kya uttar denge?? unke putra itna swarthi ho gaye k aapne mata k ashirvaad ko khone k krodh mein ek kanya ko uske jeevan khone pr vadhya kar diya??aur priya mitra Digvijay ka samna kaise karenge??nhi yadi Durdhara ko hamare karan kuch bhi ho gaya to hum is bojh k tae dabe huye apna jeevan vyatit nhi kar payenge...tyag deng hum ye shrapit jeevan so ek nirdosh kanya k hatya se kalankit ho..

Chitra was coming to meet Chandragupt..watching him walking so restlessly outside she was surprised..she came closer and put hand on his shoulder

Chitra : Chandragupt..kya hua hai tumhe?? tum aise padesaan kyun ho??

Chandragupt was not in mood to talk to Chitra..his guilty consciousness was stopping him to go back to his friends...

Chandragupt : chitra hum kuch samay k liye ekant rehna chahte hain..

Chitra : tum apne balya k mitra ko bhi apna padesaani nhi bataoge

Chandragupt (annoyed) : Chitra humein is samay kisise vakyalap karne ki icha nhi hai..tum kuch samay k liye hamein akele chor do..

Chitra : kintu

Chandragupt ( a bit loudly ) : kaha na tum jao...

Chitra was hurt and left the place ...

In The Night

all the festive mood of the palace disappeared..everyone is now doing prayer for Princess's betterment ..in the main temple of capital Digvijay is offering hom to lord Vishnu.Maharani became senseless..Maharaj is taking care of her.Shashank after all his effort managed to make Durdhara sleep and leaving Dakshita and Subhadra to take care of her now is sitting among his friends and sadly discussing about Durdhara's health..

Shashank : humne to yathasadhya prayas iya..kintu rajkumari k swasthya mein koi sudhar nhi a raha hai..

Sukant : kintu tumne to kaha aab rajkumari nidrit hai..to iska arth vo thori to swastha bodh kar rahi hai na??

Shashank : hamare diye gaye osodhi k karan vo nidrit hai..kintu hamein bhai hai k kal rajvaidya ane tak baht vilamb na ho jaye..aur koi osodhi us par karya hi na kare..

Ghanghor : kintu rajkumari ka aise akasmik aswasthata hua kaise??

Shashank : rajkumari k hridyantra mein chidra to janam se hi hai..kintu hamare vidya kehte hai k rajkumari avashya hi kuch aisa karya kiya jo unke swasthya k liye anuchit hai..aur avashya hi vo aisa koi osodhi grahan karte the so unhe samayik sufal pradan to karte the kintu unke jeevanishakti ko nihsheshit kar rahe the..ab unka jibanishakti baht kam hi avshesh hai..

Airavat : to kya rajkumari k thik hone ka ab koi marg nhi hai???kya matra itne hi ayu hai rajkumari k jeevan ki??? Aditya tum to jyotish shashtra k shreshtha vidyarthi mane jate ho..tum hi rajkumari k kundli dekho na

Aditya : hamne pehle hi dekh chuke hai..han rajkumari k dwadash varsh k ayu mein ek sankat ka yog avashya hai.kintu uske nibaran ho sakta hai aisa ingit bhi hai...Shashank kya tumhare vidya koi suljhao nhi dete???

Shashank : satya kahein to ek marg hai..kintu vo atyant kathin hai..

Airavat , Sukant : kaunse marg??

Shashank : sanjibani booti...

Aditya : sanjibani booti??? kahan milenge vo??

Shashank : pratyek 12 varsh mein ek baar Hindukush Parvat mein vo advut atyascharya osodhi k pusp khilte hai..us pusp k ras pine se har rog dur ho jate hai..mumurshu vyakti bhi swastha ho jate hain.surya k pratham rashni k sath..kintu surya k sampurn uday k paschad hi vo pusp bikharke gir jate hai..dwadash varsh k paschad isi samay vo pusp khilte hai..kintu yahan se Hindukush ka vo shikhar ek prahar ka path hai.aur vo path baht hi durgam aur sankirn hai..kintu yadi koi sahsi vyakti apne jeevan k vishay chinta na karke uhan chale bhi jaye to bhi jab tak vo phool leke ayenge vo phool murcha jayenge aur uska sare gun chale jayenge..ekmatra upay hai k rajkumari ko uhan le jake us phul ka ras pilana padega..kintu nato rajkumari ka aisi avastha hai aur na hi maharaj ya digvijay aisa karne ki anumati denge..kyunki vo path baht hi durgam aur sankatjanak hai..aur unke anumati lene ka samay bhi to nhi hai..kyunki yadi us phul k khilne k purv pohuchna ho to isi kshan yatra karna padega...rajdand ko upeksha karke apne aur rajkumari k pran sankat mein dalte huye aisa asamvab karya samvab karega??..aur keval yahi nhi .rajkumari ko vo pusp ka madhu pilane k paschad aur bhi panch prakar k pusp sangrha karke lana padega..take hum aise osodhi bana sake jisse rajkumari k aswastha ka deerghsthayi upchar ho sake...kaun karega aisa asamvab karya??

Hum karenge...

everyone turned back and got shocked to see Chandragupta standing with determination in eyes ...then they realized Chandragupt was not part of their discussion..

Shashank : Chandragupt ..humein tumhare yogyata pr koi shanka nhi hai..kintu Digvijay ya Maharaj tumhe rajkumari ko le jane k anumati kadapi nhi denge..

Chandragupt : tumhi ne to kaha kanumati k prateeksha karenge to yatra mein vilamb honge..to humein bina anumati mein hi ye karya karna padega..

Sukant : Chandragupt ekbar punah chinta kar lo..tumhare pran sankat mein pad sakta hai..aur aise karya k safal hone ka asha bhi baht kam hote hai...

Chandragupt : yadi rajkumari k jeevan raksha karne k yahi ek marg avsesh reh gaya hai to hum ye karya avashya karenge..prithvi k koi shakti hamein stabdh nhi kar sakte..Shashank un puspo k vistarit vivaran likh k do..tabtak hum Rajkumari ko le jane k prabandh karte hai..

Aditya : tum aisa zid kyun kar rahe ho Chandragupt??is mein tumhara jeevan,mitrata, samman , vabishya sab kuch ek hi pal mein nasht ho sakte hai..aur mano tum safal bhi ho gaye..phir kya kahoge Digvijay ko..yun uske bina anumati mein rajkumari ko le gaye the??koi uttar hoga??

Chandragupt : yadi rajkumari k jeevan k raksha karne se hamare pratishtha chale jaye to bhi hamein sweekar hai..hum avashya hi jayenge..tum ise hamare jid kaho ya prayaschitt..

Sukant : prayaschitt??arthat??

Chandragupt : amatyaputri Subhadra se sabkuch jan jaoge..kintu hamein isi kshan rajkumari k paas le chalo..Shashank

Shashank : acha chalo

In Durdhara's Mahal

Subhadra dismissed the proposal as soon as Shashank said it..

Subhadra : asambhav..hum Rajkumari ko is avastha mein Chandragupt k sath kadapi nhi chodenge

Chandragupt : hamare baat samajhne k chesta karo

Subhadra : tumhare itna bada duhsahas ..tum maharaj aur yuvraj k bina anumati mein rajkumari ka haran karna chahte ho?? yadi isi kshan yahanse nhi gaye to hum pratiharin ko bulake vandi bana lenge tumhe..

Chandragupt : chahe aaj tum jo kuch bhi kar lo hum rajkumari ko leke jayenge..kaisi sakhi ho tum?? jo apne sakhi k pran raksha k sesh marg bhi aise hath se dene ja rahe hai..aur tum hamein lajjit hone k liye ke rahe ho??jab ke hum aapne bhul sudharne k ek chesta kar rahe hai??yadi kal samay pr osodhi na dene k karanrajkumari ko kuch ho jaye to kya tum swayam aapne aapko kshama kar paoge??

his words made Subhadra think a while

Dakshita : Chandragupt thik keh rahe hain Subhadra chinta karke vilamb mat karo..hamein is pr sampurn viswas hai..Rajkumari ko vo kuch nhi hone dega..

Shashank : han Subhadra..is baat k aswasan main deta hun..yadi kal Chandragup suryast k purv na lauta to hum aur hamare sab hi mitra k jeevan aapke maharaj k hath mein hoga..

Chandragupt : Shashank !!

Dakshita : Shashank thik keh rahe hain..aur hum jante hai na to tum Durdhara ko aur nahi hamein kuch hone doge..

Kalyani : han Subhadra hamein bhi yehi marg uchit lagte hai..

Subhadra : kintu ye Dhara ko leke akele kyun jayenge?? hum rakshi k vyavastha karte hain

Shshank : nhi Subhadra..vo path baht hi sankirn hai..ek se adhik aswarohi k bhar sehn nhi kar payenge..tum viswas rakho Chandragupt pr..

Subhadra (unwillingly) : acha thik hai..hum tumhe Dhara k sabse priya aur viswast Aswini Rangini ko tumhe dete hai..vo Dhara ko koi hani nhi pohuchne denge..

Shashank gave all details of the flowers to Chandragupt ..and then Chandragupt gently took senseless Durdhara in his arm with much effort..because he never lifted anyone like that..and even in that tensed situation the smell from Durdhara's body made him shivered ..but ignoring that he laced her on Rangini's back and himself rided on the horses..and started for the Hindukush clutching Durdhara's senseles body tightly yet with much care..

No comments:

Post a Comment